Dard bhari shayari in english – Hello, Now you are at Shayari1 and here you can get best Dard bhari shayari in english. All the shayari’s written below are completely fresh and heart touching. we hope you really like our Dard bhari shayari collection.
Kisi ka Dil Itna Bhi Mat Dukhao Ki…
Vo Khuda Ke Samane
Tumhara Naam Lekar Ro Pade”
Jindagi Mein Aksar Kuch Log Aise Bhi Mil Jate Hain,
Jinako Sirf Chaha Ja Sakta Hai Paya Nahi
.Kyu Ki Vo Kisi Or ki Kismat Mein Hote Hai.”
Ab Nahi Dekhta Main Use
Kyu Ab Hak Nahi Rha Mera Uspe
Shayad Wo Janti Bhi Nahi
Kisi Pagal Ki Tarah Chaha Tha Use
Jo najar se gujar jaaya karate hain;
vo sitaare aksar toot jaaya karate hain;
kuchh log dard ko bayaan nahin hone dete,
bas chupachaap bikhar jaaya karate hain.
Tere Aarzoo Mera khwab Hai;
Jiska Rasta Bahut Kharaab Hai;
Mere Zakhm Ka Zndaza Na laga;
Dil ka Har Panna Dard ki Kitaab hai.
Hum Umeedo ki Duniyan basate rahe
Vo bhi Pal Pal Hamen Aajamate Rahe;
Jab Mohabbat Mein marne ka wakt aaya;
hum mar gaye aur wo muskurdate rahe.
Kon Kheta Hai Nafraton Main Dard Hota Hai
Kuch Mohabbat Badi Kamal Ki Hoti Hai
Read also – Sad shayari in english
Tumhaari Ada Ka Kya Javaab Doon
Apane Dost Ko Kya Upahaar Doon,
Koy Achchha Sa Phool Hota To Maali Se Mangavaata
Jo Khud Gulaab Hai, Usako Kya Gulaab Doon
Agar Main likhon to Pori kitaab likh du,
Tere diye har dard ka hisaab likh du,
darta hoon kahi Tum badnaam na ho jao,
Varna tere har dard ki kahaanee
mera har khwab likh doon.
Pyar sabhi ko jeena sikha deta hai,
Vafa ke naam pe marna sikha deta hai,
Pyar nahi kiya to karke dekh lo yaaro
Zalim har dard sehana sikha deta hai.
kitna aur dard dega bas itna bata de,
Aisa kar ay khuda meri hasti mita de,
yu ghut ghut kar jeene se to maut behtar hai,
Main kabhi na jaagu mujhe aisi nind sula de.
har zakhm kisi thokar ki meharbani hai,
Meri zindagi ki bus yahi ek kahaanee hai,
mita dete sanam tere har dard ko seene se,
par ye dard hi to teri aakhiri nishani hai
Bahut Dard Chhupe Hain Raat Ke Har Pahaloo Mein
Achchha Ho Kee Kuchh Der Ke Lie Need Aa Jaaye
Ajeeb Shai Hai Muhabbat Ka Dard Bhi
Dil Mubtala Hai Aik Musalsal Azaab Men
Bhula kar tujhko mai sambhal to gaya hoon,
Lekin andar se abhI bhI toota hua hoon,
Mera man to khush hai tere jaane ke baad,
Lekin dil se abhi bhI rootha hua hoon.
बात नहीं हुई सुबह से
सुबह ही नहीं हुई सुबह से
जिस्म जिस्म जिस्म करने वालो का हुजूम हो गया
रूह रूह रूह करने वाला तन्हा हो गया
अब दिल नहीं रोता
अब इसे प्यार नहीं होता
दर्द कम हो मगर होना चाहिए
बेवफा ही सही सनम होना चाहिए
पास बहुत न रहो किसी के
दुरी कम ही सही मगर होना चाहिए
हम नहीं होते तो कोई और होता
तुम नहीं हो तो कोई नहीं है
Teri yaad aaii to thoda udaas ho jaoonga,
Zindagi se phir ek baar niraash ho jaoonga,
Kabhi socha bhee na tha aisa bhee hoga,
Teri khushi ke liye mai khud ko rulaoonga.
Dard se Hath Na Milaate to aur kya karte,
Gum ke aasoo na bahaate to aur kya karte,
usne mangi thee humse raushni ki dua,
hum apna ghar na jalate to aur kya karte.
Ab mere haal chaal nahin puchte ho kya hua
kal ek ek se poochhoge kee use hua kya tha
Jhuki hui Palakon se unka didaar kiya,
Sab kuchh bhula ke unka intazaar kiya,
Vo jaan hi na payi jajbaat mere,
jise duniyaan mein maine sabse jada pyaar kiya.”
Jab kaha tha tumne hamaare sapne sach honge,
Tab yakeen tha tum par rab se bhee jyaada,
Lekin ab vishvaas choor choor ho gaya hai mera
Shaayad Tumne adhoora chhod diya apaa vaada.
Ye sach hai ki hum mohabbat se darte hain
Kyun Ki Ye Pyar Dil Ko Bahut Tadpata Hai,
Aankh Mein Aansoo To Hum Chhupa Sakte Hain,
Dard-e-Dil Duniya Ko Pata Chal Jata Hai.
bus Itani si hi kahani thi meri
Mohobbat ki mausam ki tarah tum badal gaye,
Phasal ki Tarah Main barbaad ho gaya|
Sukoon Ki Talash Me Hum Dil Bechane Nikale The
kharidar Dard Bhi De Gaya Aur Dil Bhi Le Gaya|
Sanam tere inkaar ki aakhir kya wajah ho sakti hai,
tujhe mere pyar ka ehsaas nahi ya fir tu darti hai,
agar hun main galat to mujhse izhaar Karti kyon nahi,
ya tera dil patthar ka hai ya fir tu kisi aur ko chahti hai.
Aankho me aasu nhi hoto par chingari rakho
Agar Ladna chahte ho
Apno se to tarkeebe bahut saari rakho
Agar jism se lipatna hi Mohabbat hai
To ajgar(अजगर) se bada koi mahboob nhi hai
Ilaj ye hai ki majboor kar diya jau
Warna yu to kisi ki nhi suni maine
Ab kisi se badla nhi lena hai sahab
Bas khud ko hi badalna hai khud ke khatir
Nahi badal sakte hum khudko auro ke hisab se,
Ek libas hume bhi diya hai khuda ne apne hisab se
Mitti hu ek din Mitti ho jaunga
Laga lena awaj tum bhi par lout kar nhi aunga
Wo har haal me muskara deta hai
Woh kya hai na duniya walo ne bol rakha
ki ladke kabhi rote nhi hai
इस दिल की दास्तां भी बड़ी अजीब होती है
बड़ी मुश्किल से से खुशी नसीब होती है
किसी के पास आने पर खुशी हो ना हो
पर दूर जाने पर बड़ी तकलीफ होती है
कभी जज्बात तो कभी यादों को दफन करते हैं
कभी आंसू तो कभी दर्द पिया करते हैं
क्या खूब लगती थी
खुदा ने हर रोज मर मर के जिया करते हैं
जाना चाहता हूं मगर जिंदगी रास नहीं आती
मरना चाहता हूं पर मौत पास नहीं आती
उदास हूं इस जिंदगी से
क्योंकि उसकी यादें भी तो तड़पाने से बाज नहीं आती
सुहाना मौसम में हवाओं में नमी होगी
आंसुओं की बेहती नदी होगी
मिलना तो हम तब भी चाहेंगे आपसे
जब आपके पास वक्त और
हमारे पास सासों कि कमी होगी
1 दिन हम भी कफ़न ओढ़ जाएंगे
यह जमीन से सारे रिश्ते तोड़ जाएंगे
जितना सताना है सता लो यारो
यकीन दिलाते हुए सबको छोड़ जाएंगे
फिर दर्द बहुत हुआ दिल के टूट जाने से
कुछ ना मिला उनके लिए आंसू बहाने से
को जानते थे वजह मेरे दर्द की फिर भी
बाज ना आए मुझे आजमाने से
कब निकलता है कोई दिल में बस जाने के बाद दर्द कितना होता है बिछड़ जाने के बाद जो पास होता है उसकी कदर नहीं होती कमी महसूस होती है दूर जाने के बाद
सांस थम जाती है पर जान नहीं जाती दर्द होता है पर आवाज नहीं आती अजीब लोग हैं इस जमाने में हम भूल नहीं पाते और किसी को याद नहीं आती
याद करने से किसी का दीदार नहीं होता यूं ही किसी को याद करना प्यार नहीं होता यादों में किसी की हम भी तड़पते हैं बस हम से दर्द का इजहार नहीं होता
ना चांद अपना था और ना तू अपना था काश दिल भी मान लेता कि सब सपना था
तेरी यादों की महक इन हवाओं में है, प्यार ही प्यार बिखरा है इन फिजाओं में है ऐसा ना हो कि दुनिया दर्द बन जाए आजा के इंतजार इन निगाहों में है
दर्द की दीवार पर फरियाद लिखा करते हैं हर रात तन्हाई को आवाज किया करते हैं ए खुदा उन्हें खुश रखना जैसे हम तुम्हारे बाद सबसे ज्यादा याद किया करते हैं
खुली जो आंख मंजर अजीब था दर्द था मगर वह दिल के करीब था जिसे हम ढूंढते थे हाथों की लकीरों में पता चला वह किसी और का नसीब था
दर्द का एहसास जाना है तो प्यार करके देखो अपनी आंखों में किसी को उतार कर देखो चोट उनको लगेगी आंसू तो तुम्हें आएंगे या एहसास जानना है तो दिल हार कर देखो
टूटे पत्ते का दर्द उसकी साख से पूछो धरती की बरसात से पूछो याद करते हैं हम आपको कितना यह हम से नहीं आप अपने आपसे पूछो